search
top

Aao Wish Karein – Reh Jaane Do

Hasnaa Yehi hai to
Rona kya hota hai
Pana yehi hai to
Khona kya hota hai

In Lamhoo ko
In Baaton mein
Reh jaane do
hoo hooo
Reh jaane do

Milna yehi hai to
BEchadna kya hota hai
Jeena yehi hai to
Marna kya hota hai

In Khwaabon ko
In aannkhon mein reh jaane do
hoo
Reh jaane do

hooo hoo
ta rara rara ra ra
ta rara rara ra ra
ta rara rara ra ra

Hai sabhi per kuch nahi
Hai yehin per zindagi nahi
Hai waqt kam keh jaane do
Kuch hi bacha hai
Reh jaane do hooo

Gum bhi khushi to yeh
Chupke se kehta hai
Jana yehi tha to
Aana kya hota hai
Lyircsmasti.com
In saanson ko
In yaadon mein
Bas jaane do
Reh jaane do

Muskhil hai jeena magar
Jeena to hota hai
Rukna Kismat hai agar
Badha bhi hota hai

In yadoon ko
In aankhon se Beh jaane do
Beh jaane do
Reh jane do

REh jaane do

Aao Wish Karein – Kuchh Aisa

Aisa phele to
Kabhi na hua tha
Woh sitara bhi mujhe keh raha tha
Jo mujhe kabhi
Lagta tha ajnabi sa
Ab mujhe wohi lagta hai
Zindagi sa

Aise kuch to mila tha
Kho na jaye Bas yeh dar sa laga tha

Choti choti baaton mein
Sochun din mein raaton mein
Jo chahun woh ho jaye
Kuch aisa ho jaye

Boondon ki is barish mein
Doondhun mein har khwaish mein
Jo chahun woh mil jaye
Kuch aisa ho jaye
Na na Na

Har subah mujhe
Kuch aisa lagta tha
Khwaab tha sabhi
Jo humne likkha tha
Dekha to abhi
Ek pal hi gujra tha

Par na jane kyun
Kuch aisa laga tha
Jaise sadiyan ek pal mein sari
Kuch hi baaton mein meri tumhari
Beeti kuch aise bani hamari
Itni thi si bas apni kahani

Aise kuch tu mila tha
Kho na jaye bas yeh dar sa laga tha
Choti choti baaton mein
Sochun din mein raaton mein
Jo chahun woh ho jaye
Kuch aisa ho jaye

Boondon ki is barish mein
Doondhun mein har khwaish mein
Jo chahun woh mil jaye
Kuch aisa ho jaye
woh woh
Na na Na

Kehna chahun mein
Par dil yun dhadka tha
Janemaan kuch aise kyun darta tha
Jo bhi tha mera us pal woh tera tha
Jeena chahe to bas yehi lamha tha

Aise kuch tu mila tha
Kho na jaye bas yeh dar sa laga tha
Choti choti baaton mein
Sochun din mein raaton mein
Jo chahun woh ho jaye
Kuch aisa ho jaye

Boondon ki is barish mein
Doondhun mein har khwaish mein
Jo chahun woh mil jaye
Kuch aisa ho jaye
haah aaaah aaahhaa
Kuch aisa ho jaye
Woh woh
Kuch aisa ho jaye
yehh yehh yeh
Kuch aisa ho jaye
Yehh yeh yeh
Kuch aisa ho jaye

Mohit Chauhan Fitoor – Fitoor

Der se Aaye
Der se jaaye

Chaye ban ke sarroor
Lakh manao Baj na aaye
Ishq hai yaara fitoor

Der se Aaye
Der se jaaye

Chaye ban ke saroor
Chandani raatein paas bulaye
Yaad kare koi tul Tujhko

Kiska dil Kis dil se
Mil jayega kya pata kaise
Hoga woh dil mein jo
Ghul jaye ban arzooo

Kiska dil Kis dil se
Mil jayega kya pata kaise
Hoga woh dil mein jo
Ghul jaye ban arzooo

Tu yeh jaane
Ya na jaane
Humko pata hai huzoor

Tu yeh jaane
Ya na jaane
Humko pata hai huzoor
Hoga ka nazara chand kinare
Raat kahe ha jarur

Mar ja
Mar jana Meri jaan
Kuch Mein samaye
Kuch kuch raye
Kiska hai yeh kasor

Der se Aaye
Der se jaaye
Chaye ban ke saroor

Der se Aaye
Der se jaaye
Lakh manao Baj na aaye
Ishq hai yaara fitoor

hmmmm
Mar ja
Mar jana
Meri jaan

Mohit Chauhan Fitoor – Babaji

Babaji
humko dedo parvati se jjo laye ho
Apna dil bhi hai wohi
Jahan ki khusbo tum laye ho

ho ho
Babaji

Jadoo kardo
Hum tuhmare ho jayenga

Raho ko Fursat dedo
Fasle bhi ghul jayenge

Accha hai
Jo bhi kiya

Dil ne dil se keh diya
Sadiyon mein kyun
Lamho mein jee
Phir mile na mile yeh zindagi

Siting in the fields
Crush smokey forest
Purple sky all over you
Moon light streaming
To little shade of diamonds
Broken paleows on the loose

Babaji
Dil ki baatein Parvati ja ke chhedenge
Sunhari dhoop khili hai
Shanti cafe mein baithenge

Accha hai
Jo bhi kiya

Dil ne dil se keh diya
Sadiyon mein kyun
Lamho mein jee
Phir mile na mile yeh zindagi

Baba ji
humko dedo parvati se jo laye ho
Apna dil bhi hai wohi
Tum jahan ho kar aaye ho
Parvati se jo laye ho

Hooo ho ho ho
aAuuuuuu
aAuuuuuu
hoo hoo
aAuuuuuu

Mohit Chauhan Fitoor – Meri Tarah Meri Zindagi

o O h

Meri Tarah
Meri Zindagi
Raat bhar
Mujhe dhonti rahi

Hosh gum ho gaye the
Doston ke ghar ki chhat pe
Umm mmm m aa a a

Meri Tarah
Meri Zindagi
Raat Bhar
Mujhe dhonti rahi

Haaye jal jayen
Yeh kali ghatayen

Haaye jal jayen
Yeh kali ghatayen

Taaron se aage
Yeh mehfil sajaye

Ho hosh gum ho gaye the
Badalon pe chal rahe the

Meri Tarah
Meri Zindagi
Raat Bhar
Mujhe dhonti rahi

Kaise tujhe mein
Ab bhool Paun
Kaise tujhe mein
Ab bhool Paun
Sapne mein aake
Mein tujhko sataun

Ho hosh gum ho gaye the
Tum mujhe mil gaye the

Meri Tarah
Meri Zindagi
Raat bhar
Mujhe dhonti rahi

Mujhe dhonti rahi

MEri zindagi ho

Mujhe dhonti rahi

La LA La LAa
Ho hoooo ho o hooooo
La LA La LAa
Na Na Na N a
Ho h o h

hmmm umm hmm

top