May 2, 2010
Posted by editor on May 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Hush hush papa sleepin
Hush hush papa sleepin
ummm Naughty naughty naughty raat aayi
Tu hai main hoon and lots of tanhai
Naughty naughty naughty raat aayi
Tu hai main hoon and lots of tanhai
Drama yeh baari padh gaya
Love mein kaanta gad gaya
Jaane kab tak satayega
Sh sh sh Sh volume kam kar
Papa jag jaayega
Volume kam kar
Papa jag jaayega
Hush Hush hush papa sleepin
Khumbhkaran ke jaisa kash yuhi soota rahe
Humko karna hai jo smoothly hota rahe
Adla baddli pakadi gai to accha nahi
Pappa ki neend hai badi kacchi woh choota baccha nahi
Haye kaisi muskhil mein hai fase
Yeh raat hum dono pe hase
Mauka yeh choot jayega
Sh sh sh Sh volume kam kar
Papa jag jaayega
Volume kam kar
Pappa jag jaayega
Hush Hush hush papa sleepin
Naughty naughty naughty raat aayi
Tu hai main hoon and lots of tanhai
Naughty naughty naughty ..
Ummph bhari hai teri beauty
Haye Yaara tadpaye
Agan lagi hai vduty re
MAsti si chadh jaye
BAhaon mein bharle mujhko
Mere roka nahi
Naughty tamana puri kar le
Mene toka nahi
How much i love you soniye
Khul ke batlaunga tujhe
Oh la la la lah ho jayega
Sh sh sh Sh volume kam kar
Papa jag jaayega
Volume kam kar
Papa jag jaayega
ummm Naughty naughty naughty raat aayi
Tu hai main hoon and lots of tanhai
Naughty naughty naughty naughty naughty
May 2, 2010
Posted by editor on May 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor
Take it away
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor
Dhanno oh dhanno oh dhanno dhanno hey
O dhanno o dhanno o dhanno
MEin raaj dilon pe karti hoon
mannchaley hai dhanno naam mera
Dhanno o dhanno o dhanna dhanno hey
Yeh soch ke mushkil badh gayi hai
Jaaney kya hoga hashr tera
Dhanno oh dhanno oh dhanno dhanno hey
Mere noorani chehre se
Na teri nazar hotegi
Na tere din guzreingey
Na teri raat kategi kategi kategi
Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
ho
Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
Kat jayegi
Aapka kya hoga janab e Aali
aapka kya hoga
Apney aage na peechee
na koi upar neeche
rone wala no koi rone wali
Janaab e Aali
Aapka kya hoga
People on da floor
O bheedh mein tanhayi mein
Raat ki parchayi mein
Raha na dil ka panchhi kahin akela re
Dhanno oh dhanno o dhanno dhanno hey
Haan haseenon ka mein banda
Mohabbat mera dhandha
Mere aage peeche
Pariyon ka mela re
Ho mere baad diwaane tujhko
na koi aur jachegi
Na tere din guzreingey
Na teri raat kategi kategi kategiiii
Haye
Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
ho
Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
Kat jayegi
Aapka kya hoga janab e Aali
aapka kya hoga
Apney aage na peechee
na koi upar neeche
rone wala no koi rone wali
Janaab e Aali
Aapka kya hoga
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor
Take it away
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor
Ho soch apne baare mein
Fikar na kar tu meri
Main to udhta phirta awaara baadal re
Haye jawani dhal jayegi
Baad mein pachtayegi
Milega na koi mere jaisa pagal re
Mujhse milne julne ki
Na teri pyaas hategi
Na tere din guzreingey
Na teri raat kategi kategi kategi
Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
ho
Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
Kat jayegi
Aapka kya hoga janab e Aali
aapka kya hoga
Apney aage na peechee
na koi upar neeche
rone wala no koi rone wali
Janaab e Aali
Aapka kya hoga
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor
Take it away
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor
May 2, 2010
Posted by editor on May 2, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
This is a nite baby
we get it rite may be
This is a nite baby
Haule haule (aahn haan)
Dheere Dheere (o ho)
Aana meri baahon mein aa jana
Pyaasi pyaasi (o yes)
Maar jaungi (aaah haan)
Aise mujhe aise tadpana
Na Kar na kar zara bhi fikar
Mila mila nazar se nazar
Aaja Tujhe Heaven Dekhaungi
Hayee
I dont know wht to do?
I dont know wht to do
Tauba Aage Kya karun?
I dont know wht to do?
I dont know wht to do
Tauba Aage Kya karun?
I dont know how?
I dont know what?
I dont know why?
Umm Halke halke (aanh haan)
Dheeme dheeme (o ho)
Bikhri meri zulfein suljhana
Mein na doori (o yes)
Seh paungi (aanh haan)
Aise waise baton mein uljhana
Nasha mera nasha chayega
Mazaa bada mazaa ayega
Aaja Tujhe Heaven Dekhaungi
Hayee
I dont know wht to do?
I dont know wht to do
Tauba Aage Kya karun?
I dont know wht to do?
I dont know wht to do
Tauba Aage Kya karun?
Hayee dar jaata hoon
Ghabrata hoon
Aagey mein kaise badhoon
anjaan hoon
Inn raahon se
Parbat mein kaise chadhoon
Na Kar na kar zara bhi fikar
Mila mila nazar se nazar
Aaja Tujhe Heaven Dekhaungi
I dont know wht to do?
I dont know wht to do
Tauba Aage Kya karun?
I dont know wht to do?
I dont know wht to do
Tauba Aage Kya karun?
Aage Kya karun?
Aage Kya karun?
Apr 12, 2010
Posted by Team IL on Apr 12, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Baawadi baawadi baaw baawadi,
Sabhi collector sabhi commisionor sabhi minister mere hain,
Dawaakhaana police khana barister mere hain,
Kaahe ko phir dhakke khaau,
Dhakke naahi hona re,
Hum toh apani baawadi lenge,
Baawadi hamako hona re,
Yeh yojana woh schema tandaano pe tandaane,
Kawalli yaaron, hi hai taane,
Are aisi taane tandaano mein,
Hamako naahi khona re,
Hum toh apani baawadi lenge,
Baawadi hamako hona re,
Baawadi baawadi baaw baawadi,
Are jaan se pyaara hind hamaara,
democracy hai aabaad,
Phir bhi ladana kyun padata hai,
Kyun karani padati fariyaad,
Saabun leke haath mein nikale,
System ko hai dhona re,
Hum toh apani baawadi lenge,
Baawadi hamako hona re,
Baawadi baawadi baaw baawadi,
Atak ke le le, bhatak ke le le,
Le jhatak ke le le, apana haq,
Saari duniya haath mein hogi,
kyun laata hai mann mein shak
Baarish ki nind baras ja,
Fasalein tujhako bona re,
Hum toh apani baawadi lenge,
Baawadi hamako hona re,
Nako nako heera moti, nahi bona sona re,
Hum toh apani baawadi lenge,
Baawadi hamako hona re,
Dhum taara dhum taara dhum taara dhum taara re,
Are hum toh apani baawadi lenge,
Baawadi hamako hona re,
Baawadi baawadi baaw baawadi.
Apr 12, 2010
Posted by Team IL on Apr 12, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Meri banno hoshiyaar cycle pe sawaar,
Chali jaati cinema dekhane ko,
Are chali jaati cinema dekhane ko,
Are meri banno hoshiyaar cycle pe sawaar,
Chali jaati cinema dekhane ko,
Are chali jaati cinema dekhane ko,
Usake appa samajhdaar, usake chaacha wafaadaar,
Usaki chaachi chaukidaar, lage jaise thaanedaar,
Inako ullu banaake thanda paani pilaake,
Pyaare banne ke saath, shehjaade ke saath,
Dulheraaje ke saath chali jaati cinema dekhane ko,
Are chali jaati cinema dekhane ko,
Paani bharane ko na jaati, college padhane ko na jaati,
Kasame jhuti hardam khaati, ungali par sabako nachaati,
Pyaar ka chadha use bukhaar, garage mein hoke taiyaar,
Aankhein karati chaar chaar, gaayab har itwaar,
Pyaare banne ke saath, shehjaade ke saath,
Chali jaati cinema dekhane ko,
Chali aati cinema dekhane ko,
Meri banno hoshiyaar cycle pe sawaar,
Chali jaati cinema dekhane ko,
Are chali jaati cinema dekhane ko,
O chali jaati cinema dekhane ko,
Are chali jaati cinema dekhane ko.