search
top

Agneepath – Chikni Chameli

Bichu re yeh naina,
Badi zehrili aakh maare,
Kamsi kamariya sali,
Ik thumke se lakh mare,

Haaii..
Bichu re yeh naina,
Badi zehrili aakh maare,
Kamsi kamariya sali,
Ik thumke se lakh mare,

Note hazaro ke,
Khulla chutta karane aayi,
Husan ki tilli se beedi-chillam jalane aayi,
Aaayi..
Chikni chameli, chup ke akeli, phua chadha ke aayee .. 4

Jungle mei aaj mangal karungi,
Bhookhe sheron se khelungi mein,
Makhan jaisi hatheli pe chalke angare le lungi mai,

Haaii..
Gehre paani ki machli hoon raja,
Ghaat Ghaat dariya mai ghoomi hoon mai,
Teri nazro ki lehero se haar ke aaj doobi hoon mai,

Hoye jaanleva jalwa hai,
Dekhne mai halwa hai ..2
Pyaar se paros doongi toot le zara,
Yeh toh trailer hai pori fillum dikhane aayi,
Husn ki teelli se beedi chillam jalane aayi,
Aaayee..
Chikni chameli, chup ke akeli, phua chadha ke aayee .. 4

Haiii..
Banjar basti mein aayee hai masti,
Aisa namkin chehra tera,
Meri neeyat pe chehke chote na hai rang gehra tera,

Joban ye mera crazy hai raja,
Saare mardon ko kaatungi main,
Sheher meri akeli hai aaja sangh tere baatungi main,

Haaye.. baat mein ishara hai,
Jism khel saara hai ..2
Tod ke tijoriyo ko loot le zara,
Chumke zakhmo mein thoda malham lagane aayi,
Husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayi,

Aaayi Chikni, chikni, chikni, aayi,
Aaayi Chikni, chikni,
Aaayi chikni chameli, Chup e akeli, pahua chadha ke aayi ..3

Soundtrack – Ruk Jaana Nahin

Rukh jaana nahin,
Tu kahin haar ke,
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke,
Rukh jaana nahin,
Tu kahin haar ke,
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke,

O raahii, o raahii
O raahii, o raahii

(Suraj dekh rukh gaya hai,
Tere aagey jhuk gaya hai..2 times)
Jabh kabhi aise koii mastaana,
Nikle hain apni dhun mein dewaana,
Shyaam suhaani bann jaate hain, din intazaar ke

O raahii, o raahii – 2 times

(Rukh jaana nahin tu kahin haar ke,
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke..2 times)

Saathi naa kaarvaan hai,
Yeh tera intehaan hai,
Saathi naa kaarvaan hai,
Yeh tera intehaan hai,
Yoohi chala chal, dil ke sahaare,
Kar ti hai manzil, tujhko ishaare
Dekh kahin koi rokh nahin le, tujhko pukaar ke..

O raahii, o raahii – 2 times

Rukh jaana nahin tu kahin haar ke,
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke,
Rukh jaana nahin tu kahin haar ke,
Kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke,

Soundtrack – Ek Manzil

(Main uska woh mera ho,
Sehraa ho ya dariya ho,
Main uska.. woh mera ho,
Sehraa ho ya dariya ho,
Yeh faasla afsaana,
Fasaana humara ho..2 times)

Chand aashiq ho, ek paagal ho,
Chand khanjar ho, ek kaatil ho,
Chand toofan ho, ek saahil ho,
Chand ghoongru ho, ek payal ho,
Chand gazlein ho, ek mehfil ho,
Chand ehmak ho, ek aakal ho,
Chand raahein, ek manzil,
Ek manzil, ek manzil…

Main uska woh mera ho,
Sehraa ho ya dariya ho,
Main uska.. woh mera ho,
Sehraa ho ya dariya ho,
Yeh faasla afsaana,
Fasaana humara ho,

Chand aashiq ho, ek paagal ho,
Chand mahzab ho, ek aadil ho,
Chand jazbe ho, ek haasil ho,
Chand aankhen ho, ek kaajal ho,
Chand jaahil ho, ek kaabil ho,
Chand munkir ho, ek kayal ho,
Chand raahen, ek manzil,
Ek manzil, ek manzil,

Aaaaa..
(Main uska woh mera ho
Sehra ho ya dariya ho ..2 times)
Yeh faasla afsaana,
Fasaana humara ho,

Chand aashiq ho, ek paagal ho,
Chand khanjar ho, ek kaatil ho,
Chand toofan ho, ek saahil ho,
Chand ghoongru ho, ek payal ho,
Chand gazlen ho, ek mehfil ho,
Chand ehmak ho, ek aakal ho,
Chand raahen, ek manzil,
Ek manzil, ek manzil,

Ek manzil …(4 times)

Soundtrack – What The F From

Dhooein main hai jahaan,
Nasha yeh raat ka darro na tum yahaan,
Khoye hain sabh yehi ya mil gaya hai sabko yeh rastaa..

Just tonight its on
Just can’t make itz over
We’re gonna find a way now
Rokh sako toh mujhe rokh lo lo lo…oo
I’m going down down down,
What the F is going on,
Can’t slow down,
What the F.. is going on,
I didn’t see,
What the F.. is going on,
I am fallen over, oh can’t you see

Bolo main kya karun,
Dekho meri jaan hai bottalon mein bandh yahaan
Subah hai ya shyaam hai,
Din hai ya raat hai,
Aisa hai yeh kya nashaa..
Just tonight, tonight,
Gonna take it over,
I’m gonna get you high now,
Yeh jo raaz hai tum jaan lo lo lo..oo
I am going down down down,
What the F.. is going on,
Can’t slow down,
What the F.. is going on,
I didn’t see,
What the F.. is going on
I am fallen over, oh can’t you see

Just tonight, just can be ..

Sahi hai galat hai kya woh bhool jao,
Karlo tum nasha,
Kash bhari aankhon se dooniya ko dekho,
Usme hi hai mazaa…
Just tonight, tonight,
Gonna take it over,
I’m gonna get you high now,
Yeh jo raaz hai tum jaan lo lo lo lo..oo

I’m going down down down,
What the F.. is going on,
Can’t slow down,
What the F is going on,
I didn’t see,
What the F.. is going on
I am fallen over, oh can’t you see,
Going down down down,
What the F.. is going on,
Can’t slow down,
What the F.. is going on,
I didn’t see,
What the F.. is going on
I am fallen over, oh can’t you see..

Soundtrack – Main Chala Main Chala

Na Na Ra Ta Ra Ta ..
Ta Ra Ta
Na Na Ra Ta Ra Naaa
De Ra De Naaaa

(Main Chala Main Chala,
Iss Galli Uss Galli
Iss Daggar Uss Daggar,
Iss Taraf Uss Taraf,
Saath Mere Chale Zindagi Ka Safar..2 times)

Main Chala Main Chala,

Aaaaaa… Aaaaaa….

Ajnabee Raste, Ajnabee Hai Jahaan,
Main Kahan Se Kahan Aa Gaya Hoon Yehaan,

Ajnabee Raste,
Ajnabee Hai Jahan,
Main Kahan Se Kahan Aa Gaya Hoon Yehaan,
Saath Rango Ki Hai Teri Dooniya Haseen,
Hai Ujaala Kahin Toh Andhera Kahin,
Hai Kahin Shyam Tho Kyun Kahin Hai Sehar,
Main Chala Main Chala…

Kaisi Hai Uljane Kaise Halat Hai,
Dil Main Umdhe Yeh Kaise Zajbath Hai,

Kaisi Hai Uljane Kaise Halat Hai,
Dil Main Umdhe Huwe Kaise Zajbath Hai,
Hai Dhuwaa Hi Dhuwaa Rasthon Ke Nishaan,
Har Kadam Par Mere Honsle Hai Jawaan,
Meri Manzil Mujhe Aa Rahi Hai Nazar,

Main Chala Main Chala,
Is Galli Uss Galli,
Is Daggar Uss Daggar,
Is Taraf Uss Taraf,
Saath Mere Chale Zindagii Ka Safar.

Main Chala Main Chala ..(2 times)

Page 3 of 18712345...102030...Last »
top