Jul 6, 2011
Posted by Trupti on Jul 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Thody thody seena zory,
Thody thody matha phody,
Thoda action thoda jackson,
Buddha Hoga Tera Baap,
Tode sare niyam tode,
Tode tode sar bhi fode,
Choohe banke dushman daude,
Buddha Hoga Tera Baap,
Soch samajh ke zara samne tu aa,
Soch samajh ke zara tevar dikha,
Soch samajh ke zara question puch,
De du na mutti se jawaab,
Abeyy! Buddha Hoga Tera Baap,
Kitna hai sunna kaha,
Mere bare me yahaan-wahaan,
Kehne waale airo-ghairo ne magar mujhko hai,
Jaana kahaan,
Ahaan..
Seedhon se sidha saada,
Luchchon se dedh zyaada,
Aajkal ke kachche bachchon ne magar mujhe hai,
Pehchana kahaan,
Ahaan..
Cool khud ko kehte hai,
Cool ka main school hun,
Sikh lo sabakh yaa..
Kaho to main sikha doon janaab,
Buddha Hoga Tera Baap ..(5)
Chillar pillar chirkut saare,
Kitpit vitpit karte hai,
Sher bane firte hai lekin,
Phir bhi mujhse darte hai,
Mujhsa hoga phir na koyi,
There can be just one,
Saamne aa jaon toh,
You cannot run,
Run run run run run,
You cannot run,
Run run run run run…
Jitney maine dil hai tode,
Utney bhi hai sir bhi phodey,
Laakhon ko hai piche chode,
Buddha Hoga Tera Baap,
Thody Thody seena zory,
Thody Thody maatha phody,
Thoda action thoda jackson,
Buddha Hoga Tera Baap…
Jul 6, 2011
Posted by Trupti on Jul 6, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Saawan ka tha mahinaa,
Kum si thi ek haseena…
Saawan ka tha mahina,
Kum si thi ek haseena,
Barish mein aise chamki rey,
Jaise koyi nagina,
Itni cute itni cute,
Ke dekhe kabhi na,
Jo bhi toh hi hogi, hogi meri wife,
Its my choice,
Its my like,
Jo bhi toh hi hogi hogi meri wife,
Its my choice,
Its my like,
Beega beega tha samaa,
Koi nahi tha durr tak,
Arey beega beega tha samaa,
Koyi nahin tha durr tak,
Mai tha wo thi aur kya,
Aur ek gili sadakh,
Usne mujhe kaha ha,
Tu chahta hai kya,
Maine usse kaha ha,
Tere pyaar aur kya,
Arey kitney haseen,
Main duniya mein dekhe,
Par, tere jaise naa..
Sawan ka tha mahina,
Come sign seek aseena,
Barish mein aise chamki rey,
Jaise koyi nagina,
Deere deere soch kar,
Usne mujhse ye kaha,
Deere deere soch kar,
Usne mujhse ye kaha,
Tumko dekha khwaab mein,
Lekin abh tak the kaha,
Maine usse kaha ha,
Aashik hun main tera,
Usne mujhe kaha ha,
Aahat hai yeh tera,
Array akhiyan mila ke,
Mera dil dhadka ke boli,
I love you heart…
Sawaan ka tha mahina,
Kum si thi ek haseena,
Barish mein aise chamki rey,
Jaise koyi nagina,
Itni cute itni cute,
Ke dekhe kabhi na,
Jo bhi toh hi hogi hogi meri wife ..(4)
Its my choice,
Its my like..
Jul 5, 2011
Posted by Trupti on Jul 5, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Kisatey apni sajaa le,
Ghum mitaale o deewane,
Chan sitam milata hai,
Lale dhaav lagaley,
Kisatey apni sajaa le,
Ghum mita le o diwane,
Chance kum milata hai,
Lale dhaav lagaley,
Kisatey apni sajaa le
Ghum mitaale o deewane
Chance kum milata hai
Lale daav lagaley..
Aar kar le paar kar le ..(2)
Teer taiyar kar le kar le kar le kar le..
Zindagi deedaar mera,
Mera deedaar kar le oye oye oye..
Dil ye kar ke mere hawale,
Ya toh kar ya phir hawale,
Chance kum milata hai,
Lale dhaav lagaley,
Kisatey apni sajaa le
Ghum mitale o deewane
Chance kum milata hai
Lale dhaav lagaley
Thodi thodi roshni hai
Thoda thoda (dhuvan hai-4)
Thodi thodi roshni hai,
Thoda thoda dhuvan hai,
Dhunda hai.. dhundane ko,
Yahan har pal jawa hain oye oye oyee..
Dil lagi kar dil lagale,
Dhadkano ko aasma le,
Chance kum milata hai,
Lale dhaav lagaley,
Kisatey apni sajaa le,
Ghum mitaale o deewane,
Chance kam milata hai,
Lale dhaav lagaley…
Jul 5, 2011
Posted by Trupti on Jul 5, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Na jaane kahan se aa gaye (Aa gaye ..2)
Khush kar ke dhoom macha gaye (Cha gaye..2)
Na jaane kahan se aa gaye (Aa gaye..2)
Kush kar ke dhoom macha gaye (Cha gaye..2)
Anjaane mein aakhar
Ban gaye sukh aur dukh ke saati
Oyye aa gaye aa gaye aa gaye (Ye……..)
Bin bulaaye baraati
Aa gaye aa gaye aa gaye
Bin bulaaye baraati
Gali gali mein mach gaya shor Aa gaye, aa gaye dil ka chor
(Oyye..4)
Gali gali mein mach gaya shor (Aa gaye, aa gaye dil ka chor)
Na maange ye sona chandi
Na gode na hathi
Oyye aa gaye aa gaye aa gaye Bruuu…
Bin bulaaye baraati
Oyye aa gaye aa gaye aa gaye
Bin bulaaye baraati
Dhoom machalo (Jhum lo)
Jahan bhi chaho (Dhoom lo)
(Heyy.. Heyy.. Heyy.. Heyy..)
Dhoom machalo (Jhoom lo)
Jahan bhi chaho (Dhoom lo)
Deewano ne jeet liya
Dil ronak khub laga di
Oyye aa gaye aa gaye aa gaye
Bin bulaaye baraati
Oyye aa gaye aa gaye aa gaye
Bin bulaaye baraati
Heyy.. Heyy.. Heyy.. Heyy.. bro
Jul 4, 2011
Posted by Trupti on Jul 4, 2011 in Hindi Movies | 0 comments
Jalwe, tu kiske dekhe..
Kum hain, jis jis ke dekhe
Jalwe tu kiske dekhe
Kum hain jis jis ke dekhe
Jiska shabab
Hai kiska shabab
Aur kaisi jawaani
Munni bhi maani
Aur sheila bhi maani
Shaalu ke tumkey ki
Duniya deewani
Munni bhi maani
Aur sheela bhi maani
Shaalu ke tumkey ki
Duniya deewani
Kiska figure
Aur kiski adha
Jo mujhko dekhe
Woh hi mujhpe fida..
Meri noorani
Nazar me woh noor
Jise bhi dekhoon
Uska toote guroor
Arey kiska shabab
Arey Kiska shabab
Aur kaisi jawaani
Munni bhi maani
Aur sheila bhi maani
Shaalu ke thum…
Hai…
Munni bhi maani
Aur shiela bhi maani
Shaalu ke thumkey ki
Duniya deewani
Munni bhi maani
Aur Shiela bhi maani
Shaalu ke thumkey ki
Duniya deewani
Meri kamariya
Keval lajawaab
Haaton pe dil leke
firtey nawaab
Aisi bala ki
Hume chandni
Aani ko choolu
Toh kardun sharab
Arey kiska shabab
Arey kiska shabab
Aur kaisi jawaani
Munni bhi maani
Aur Shiela bhi maani
Shaalu ke tumkey ki
Duniya deewani
Munni bhi maani
Aur Shiela bhi maani
Shalu ke tumkey ki
Duniya deewani
Munni bhi maani (Munni bhi maani)
Aur Shiela bhi maani (Aur Shiela bhi maani)
Shaalu ke tumkey ki (Shaalu ke tumkey ki)
Duniya deewani (Duniya deewani)
Munni bhi maani (Munni bhi maani)
Aur Shiela bhi maani (Aur Shiela bhi maani)
Shaalu ke tumkey ki (Shaalu ke tumkey ki)
Duniya deewani (Duniya deewani)