search
top

Chillar Party – Tai Tai Phish

Aye.. hatt ja re chokrey
Bheja na tok rey
Aa relha hai apun
Panga nahi karna
Dhanga nahi karna
Kar dunga main warna

Teri tai tai phish..(4)
O phish, o phish, phish, fiss..

O machh machh
Nahi karne ka
Lafda nahi karne ka
ka ka ka ka ka…

Machh mach
Nahi karne ka
Lafda nahi karne ka
Subah subah tu uttu pe
Bhajiya nahi thalne ka

Badmaash chokra
Masti ka thokra
Jaane kahaan se aaya rey

Aye.. hat ja re chokre
Bheja na tok re
Aa relha hai apun
Panga nahi karna
Danga nahi karna
Kar dunga main warna

Teri tai tai phish ..(4)
O phish, o phish, phish fiss ha..

Phurrrrrrrrra..
Te te te tte tte
Te te te tte tte rapa

O tension nahi lene ka
Tension khali dene ka
Te te te tte tte..

Tension nahi lene ka
Tension kaali dene ka
Khaali fokat jo panga le
Usse kharcha paani dene ka

Choti chingaari hai
Sabh pe ye bhari hai
Cheda to jhale tatoori

Aye.. hatt ja reY chokrey
Bheja na tok rey
Aa relha hai apun
Panga nahi karna
Dhanga nahi karna
Kar dunga main warna

Teri tai tai phish ..(4)

O phish, o phish, phish fiss.. ha..
Ha.. ha.. ha.. ha.. ha..
Oyyi.. Oyyi.. Oyyi.. Oyyi..yi

Chillar Party – Behela Do

Tara..rara..

Behlaa do,
Suslaa do,
Baalon ko sehlaa do,
Hum chup ho jayenge,

Arri hum toh bacchi hai,,
Thodi si kacchi hai,
Hum chup ho jayenge,

Pal mein machli hai,
Pal mein sabli hai,
Naa jaane kyun..
Sabh ko lagtaa hai yahi..
Baccho ka dard koi dard hi nahi…yah.

Chan ke chad ke cheda ke uttar do,
Hum chup ho jayenge..

Arri hum toh bacchi hai,
Thodi si kacchi hai,
Hum chup ho jayenge… ah

Bus dhyaan bhata do,
Airplane dikha do,
Hum chup ho jayenge,
Jab chote lage toh,
Bus puch karo,
Hum chup ho jayenge..

Table tokraaye do,
Table ko patkar do,
Hum chup ho jayenge..

Arri hum toh bacchi hai,
Thodi si kacchi hai,
Hum chup ho jayenge,

Pal mein machli hai,
Pal mein sabli hai,
Na jaane kyun,
Sab ko lagta hai yahi..
Baccho ka dard koi dard hi nahi…
Nahi… nahi nahi yeah..

Las pilado,
Ice- cream khilado,
Hum chup ho jayenge..
Sabh aankh bhar aayi,
Toh ghodi mein tehla do,
Hum chup ho jayenge..

Sherr bhi kabhi rote hai,
Keh ke palla jaad lo,
Hum chup ho jayenge..

Arri hum toh bacchi hai,
Thodi si kacchi hai,
Hum chup ho jayenge..

Pal mein machli hai,
Pal mein sabli hai,
Naa jaane kyun..
Sabh ko lagta hai yahi..
Baccho ka dard koi dard hi nahi,
Nahi… nahi… nahi..yeah

Chillar Party – Aa Rehla Hai Apun

Aaa rehla hai apun ..(2)
Bole toh kaan khol ke sunn

Machh machh nahi karne ka
Lafda nahi karne ka
Ka ka ka ka ka ka ka ka ka..
Machh machh nahi karne ka
Lafda nahi karne ka
Subah subah suit mein
Bhajiya nahi thalne ka
Hata saavan ki ghata
Re hata saavan ki ghata
Zara thobde ka candle jhala
Chal hawaa aane de
Hawaa aane de

Aa relha hai apun
Bole toh kaan khol ke sunn
Aa rela hai apun
Bole toh kaan khol khol ke sunn..

Tension nahi lene ka
Tension kali dene ka
Ka ka ka ka ka ka ka ka ka..
Tension nahi lene ka
Tension kali dene ka
Kali fokat jo panga le
Usse kharcha pani dene ka
Dimag ka dahi mat jamaa
Re dimag ka dahi mat jamaa
Chal baju mein tumka laga
Chal hawaa aane de
Hawaa aane de..

Aa relha hai apun
Bole toh kaan khol ke sunn
Aarelha hai apun
Bole toh..sunn

Hoye hoye hoye hoye hoye ..(5)
Hoye hoye…

Singham – Singham (Title song)

Mann bhanwar uthe
Than Sihar uthe
Jabh Khabar uthe
Ke aave singham

Na Agar chale
Na Magar chale
Bus kehar chale
Jabh aave singham

Buron ko khicch
Ke khicch ke
Dhul dhabeech ke
Lehpath padh jaaye
Bhalon ko khincch
Ke khincch ke
Baahoan me bheench ke
Jhappi mil jaaye

Na kissi se ye khum
Bolo isme hai dhum
Narsingh hai Ye singham

Mann bhanwar uthe
Than Sihar uthe
Jabh Khabar uthe
Ke aave singham

Na agar chale
Na magar chale
Bus kehar chale
Jabh aave singham

Dil toh sucha hai
Iss dil mein rakh loon
[dil mein rakh loon]
Sapna acha hai
Palkon se dhaklo

Dil vil se hai toh yeh
ek bacha
Shararat karta hi firey
Gar kabhi samjhe
Isko koi kacha
Ghusa hi mile
Taaza hai hawaa
Ka yeh jhonkan
Yahan wahan behta hi firey
Gar kabhi iska
Raasta roka
Tufan sarr chade

Buron ko khicch
Ke khicch ke
Dhul dhabeech ke
Lehpath pad jaaye
Bhalon ko khincch
Ke khincch ke
Baahon me bheench ke
Jhappi mil jaaye

Na kissi se ye khum
Bolo isme hai dhum
Narsingh hai Ye singham

Mann bhanwar uthe
Than Sihar uthe
Jabh Khabar uthe
Ke aave singham

Yeh na satka hai
Raste se kathor
Tagdaa jhatka hai
Dhum hai toh chakhlo

Athrangi hai
Josh mein chalta
Bahoan mein
Bijli si chale
Bisri toh shola shola
Dushman toh
Raakh mein jaa mile
Jaise koi sher
Sehra mein chalta
Saara jag
Raundtaa chale
Yaroon bas ladhne
Ka isse chaska
Parbat se bhide

Buron ko khicch
Ke khicch ke
Dhul dhabeech ke
Lehpath pad jaaye
Bhalon ko kheench
Ke khincch ke
Baahoan me bheench ke
Jhappi mil jaaye

Na kisi se ye khum
Bolo isme hai dhum
Narsingh hai Ye singham

Mann bhanwar uthe
Tan Sihar uthe
Jab Khabar uthe
Ke aave singham

Singham.. singham.. singham

Jhagada bhayankar
Shri nara singham
Nija bhupati
Bhaya haraka singham
Sajjana dharaka
Vipunitha singham
Durjana durmadha
Haraka singham
Nija bhupatii
Bhaya haraka singham
Sajjana dharaka
Vipunitha singham
Kasta sudhara
Jaya jaya singham
Samara niranjana
Jayaa jayaa singham

Singham – Maula Maula

Roshan hai yeh zameen,
Aasmaan sabh ishk ke dhum se,
Dhalte hai din aur raat,
Ishk ke hi dhum se,
Ooo..oo
Kushiyon ke beshumaar,
Behisab se sikkhe khanke,
Dil ki ab har muraad,
Ishk ke hi dhum se,

Tu hai mera khuda,
Ab na hona judaa,
Karde karam ki,
Dil yeh chain paayega,
Maula Maula re,
Shukh tera maula re,
Roobaru hua mera yaar,
Ho..oo
Maula Maula re,
Shukh tera maula re,
Roobaru hua mera yaar,

Ho..oo
Sajdhe mein tere hi,
Jhookh jaon main sadaa,
Teri hi baahoan mein,
Ho jaon laapata,
Chaayian ho dhup ho,
Rasta bhi ho naya,
Humko abh kaisa darr,
Sang jo hai tu chala,
Ho..ab tere sare hi,
Ghum hai mere,
Abh meri kushiyan,
Teri hai sadaa..

Tu hai mera khuda,
Abh na hona judaa,
Karde karam ki,
Dil yeh chain paayega,
Maula Maula re,
Shukh tera maula re,
Roobaru hua mera yaar,
Ho..oo
Maula Maula re,
Shukh tera maula re,
Roobaru hua mera yaar,

Roshan hai yeh zameen,
Aasmaan sab ishk ke dhum se,
Dhalte hai din aur raat,
Ishk ke hi dhum se,
Oh..
Kushiyon ke beshumaar
Behisab se sikke khanke
Dil ki abh har muraad
Ishk ke hi dum se

Ho..tu hai mera khuda
Abh na hona judaa
Karde karam ki
Dil yeh chain paayega
Maula Maula re
Shukh tera maula re
Roobaru hua mera yaar
(Maula maula maula)
Ho..
Maula Maula re
Shukh tera maula re
Roobaru hua mera yaar…

Page 40 of 187« First...102030...3839404142...506070...Last »
top