Oct 20, 2010
Posted by Trupti on Oct 20, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Now you can do it like this
Take it to the level, you can do it like that
Shake it to the right
All my ladies and my man and my mans and my ladies ..
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Yeh hai udaasi, jaan ki pyaasi
Shaadi se achcha tum le lo faansi
Laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
Haan mauka hai pagle, shaadi se bachle
Samjha le dil ko yeh shaadi ko machle
Shaadi ke mandap se tu khud ko bhaga, haan bhaga
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
Woh tha saudai, banke kasai
Usne toh sabki lutiya dubayi
Paani mile na maaro aisi jagah, haan jagah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Oct 20, 2010
Posted by Trupti on Oct 20, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyo Ko Na Badha
Aa Dekh Le Hai Pyaar Kya
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyo Ko Na Badha
Aa Dekh Le Hai Pyaar Kya
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha Mujhpe Chadha
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyan Bechainiya Hai Jawan
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Tu Kahan
Haan Tujko Aankhon Ka Kajal Bana Lon
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyan Bechainiya Hai Jawan
Chaoongi Main Yunhi Tujhe Bepanah
Haan Tujhko Khushi Sa Labo Pe Basa Loon
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyo Ko Na Badha
Aa Dekh Le Hai Pyaar Kya
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha Mujhpe Chadha
Roop Hoon Teri Dhoop Hoon
Tu Suraj Hai Maan Ka Mere
Ya Dhabi Mein Hoon Roshani
Abb Chalti Hoon Dhalti Hoon
Tujhko Hi Thaame
Mere Ek Pehar To Kahen Tehar
To Jaun Na Dar Se Tere
Har Ghadi Mushkilo Bhari
Yun Lagti Hai Jo Bhi Guzarti Hai Bin Tere
Tu Mile To Silsile Ho Woh Shuru
Jo Hai Khuda Ki Raza
Tere Bina Hai Zinagai Bemazaa
Tu Miljaye To Jahan Se Chupa Loon
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyan Bechainiya Hai Jawan
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Tu Kahan
Haan Tujko Aankhon Ka Kajal Bana Lon
O Pyaar Bhi Yun Kabhi Kabhi
Kar Deta Pareshaniya
Har Jagah Woh Hi Woh Lage
Woh Aashiq Anari Jo Dil Deke Leta Kya
Paas Bhi Ho Woh Door Bhi
Yeh Kyun Ho Woh Batlayena
Dil Dare Minnatein Kare
Abb Usko Yeh Bolo
Ki Aaye To Jaye Na
De Wajah Gar Ho Pata
Kya Hai Yehi Dil Ki Khata Ki Saja
Khud Mein Hi Main Hoti Hoon Kyun Lapata
Mein Janu Na Iss Dil Ko Kaise Sambhalun
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyan Bechainiya Hai Jawan
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Tu Kahan
Haan Tujko Aankhon Ka Kajal Bana Lon
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyo Ko Na Badha
Aa Dekh Le Hai Pyaar Kya
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
O Bekhabar O Bekadar
Betabiyo Ko Na Badha
Aa Dekh Le Hai Pyaar Kya
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Kaisa Nasha Mujhpe Chadha
Mujhpe Chadha Mujhpe Chadha
Oct 15, 2010
Posted by Trupti on Oct 15, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Ek aawara nadi
Chalke woh khul ke sansanaati sanan sanan
Aur woh hai jheel sa
Khaamoshiyon ki ek tarang liye tarang
Rishta yeh kaisa jalti ret paaon ka
Rishta yeh kaisa chand din dhoop chaaon ka
Bolo wooo adhoore tum…..adhoore hum…..bin tumhare
wooo adhoore tum…..adhoore hum…..bin tumhare
Mutthiyon mein
Baadalon ko le ke woh nichod de
Woh raat ki
Chuppi mein shor natkhat chod de
Mutthiyon mein
Baadalon ko le ke woh nichod de
Woh raat ki
Chuppi mein shor natkhat chod de
Bebaak hai, bindaas hai
Use zindagi ki pyaas hai
Paas hai, par dooriyaan
Makhmali majbooriyaan hain
Woo adhoore tum….adhoore hum…..bin tumhaare
Woo adhoore tum….adhoore hum…..bin tumhaare
Woo Woo…
Maan ke Kamron mein
Woh Khole Khuboon ki Shishiyan
Woh Sahilon Pe Dounndhta Hai
Ishq Wali Sipiyan
Pyaar hai Romance hai
Bas yehi sahi hai
Do Dilon ke Darmiyan
Khawashiyon ki Kastiyan hai
Woo adhoore tum….adhoore hum…..bin tumhaare
Woo adhoore tum….adhoore hum…..bin tumhaare
Ek aawara nadi
Chalke woh khul ke sansanaati sanan sanan
Aur woh hai jheel sa
Khaamoshiyon ki ek tarang liye tarang
Rishta yeh kaisa jalti ret paaon ka
Rishta yeh kaisa chand din dhoop chaaon ka
Bolo wooo adhoore tum…..adhoore hum…..bin tumhare
wooo adhoore tum…..adhoore hum…..bin tumhare
wooo adhoore tum…..adhoore hum…..bin tumhare
wooo adhoore tum…..adhoore hum…..bin tumhare
Oct 15, 2010
Posted by Trupti on Oct 15, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Barish hai khayalon mein
Sab dhul jayega
Roshan rasta naya
Ek khul jayega
Beh jayega
Tinka Tinka Dil ka silsila
Chalo Mil Jayega
Aur ek Hasin Kafila
Chalooo
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa yeh
O
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa hai yeh
Chat tapakti hai Kabhi ehsaas ki
Yaad aati hai Purani pyaas ki
Par naye naye badal baras ka jhoomte
Boond ki ladiyon se maatha chumte hain
Bheegne ki yeh ghadi hai
Ek nayi rut sang khadi hai
Baat choti per Badi hai yeh
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa yeh
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa hai yeh
Kitni unchi shaakh pe khusiyon ke pal
Phir bhi khusboo tod li humne uchal
Haan Kanch ka saman the aur gir gaye hum
Jod kar khudko banane phir gaye hum
Door dariya ki kinare
Zindagi karti ishare
Aasmaan pe hai naye taare
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa yeh
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa hai yeh
Oct 15, 2010
Posted by Trupti on Oct 15, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Barish hai khayalon mein
Sab dhul jayega
Roshan rasta naya
Ek khul jayega
Beh jayega
Tinka Tinka Dil ka silsila
Chalo Mil Jayega
Aur ek Hasin Kafila
Chalooo
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa yeh
O
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa hai yeh
Chat tapakti hai Kabhi ehsaas ki
Yaad aati hai Purani pyaas ki
Par naye naye badal baras ke jhoomte
Boond ki ladiyon se maatha chumte hain
Bheegne ki yeh ghadi hai
Ek nayi rut sang khadi hai
Baat choti per Badi hai yeh
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa yeh
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa hai yeh
Kitni unchi shaakh pe khusiyon ke pal
Phir bhi khusboo tod li humne uchal
Haan Kanch ka saman the aur gir gaye hum
Jod kar khudko banane phir gaye hum
Door dariya ke kinare
Zindagi karti ishare
Aasmaan pe hai naye taare
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa yeh
Dhooop ke makan sa yeh
Hai safar Dhalan sa yeh
Mod meharbaan sa hai yeh