Sep 24, 2010
Posted by editor on Sep 24, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Haan ek ajnabi se maine kal ki raat saari,
Baatain ki jaane kitni kitni kitni saari,
Haal e dil bhi suna diya,
Haan us ajnabi se jaane aisa kya kaha ke,
Sun ke mujhko jaane aisa kiyun laga ke,
Dhun ko koi gunguna gaya,
Pam pam pa ra pa ra,
Pa ra ra pam pa ra,
Kaun tujhko tokta hai,
Tu hi sab ko rokta hai,
Baaqi sab,
Pam pa ra ra ra yeh,
Bhole pan ki dekh zara,
Chun le saathi ek zara,
Mil ke jo pam pa ra ra ra,
Live a bit, shake away a bit now,
Live a bit, alive a bit,
Sake a bit now, make a hill,
Pam pam pa ra pa ra,
Pa ra ra pam pa ra,
Haan ek ajnabi se maine kal ki raat saari,
Baatain ki jaane kitni kitni kitni saari,
Haal e dil bhi suna diya,
Haan us ajnabi se jaane aisa kya kaha ke,
Sun ke mujhko jaane aisa kiyun laga ke,
Dhun ko koi gunguna gaya,
Dhoop se aankhain chupata,
Barishon mein khol jaata,
Sun hawa,
Pam pa ra ra ra re,
Darwaze tod do tum,
Dil ki khidki khol do tum,
Aasman pam pa ra ra ra re,
Live a bit, shake away a bit now,
Live a bit, alive a bit,
Sake a bit now, make a hill,
Pam pam pa ra pa ra,
Pa ra ra pam pa ra.
Sep 24, 2010
Posted by editor on Sep 24, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Ek dor se bandhi kese do kahaniyan,
Ek taar se jud gayin kaise yeh do zindaganiyan,
Is phone ke saaz par meri aawaaz bhar mujhpe hansti hai khamoshiyan,
Mere chehre ki do nishaniyan..4
Kis ki nawazish hui rookhi si zindagi par,
Halki si baarish hui sookhi si zindagi par,
Hai khaunf ke na churaa le koi kal,
Mere aasmaan se yeh chori ke baadal,
Churaye so youn meherbaniyan,
Mere chehre ki do nishaniyan,
Maana ke naazil nahi hona tha yeh farishta,
Maana ke haasil na hona tha ham ko yeh rishta,
Lagi khoobsurat mujhe ab Khuda tu,
Farishte se mere na karna juda tu,
Mita de yeh budgumaniyan,
Mere chehre ki do nishaniyan,
Ek dor se bandhi kaise do kahaniyan,
Ek taar se jud gayi kaise yeh do zindaganiyan,
Is phone ke saaz par meri aawaaz bhar mujh pe hansti hai khamoshiyan,
Mere chehre ki do nishaniyan..4
Sep 24, 2010
Posted by editor on Sep 24, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Hello hello, hello hello,,
Is andheri kaali raat mein koi,
Sune to sunaye haledil pe haalezindagi,
Hello hello, hello hello,
Koi jawaab do na,
Jeene ko khuwaab do na,
Ek dost ka hai chehra,
Ya phir naqaab do na,
Hello hello, hello hello,
Telephone ki is door se bandhi meri zindagi,
Koi khol do, bas tod do, mein choot jaaoun abhi,
Mujhe chod do, mujhe thaam lo,
Kho jaane do, mera naam lo,
Sab theek hai, hojaeyga,
Is jhoot se ab kaam lo,
Hello hello, hello hello,
Is andheri kaali raat mein koi,
Sune to sunaye haaledil pe haalezindagi,
Hello hello,
Kaante ghadi ke chubh rahe,
Aur dil hai yeh andhera,
Is se bachaein to phir dikhe shaayad naya sawera,
Mujh se zara baatain karo,
Halke zara raatain karo,
Sooraj ki pehli kirnoo se,
Meri zindagi ko bharo,
Hello hello, hello hello,
Koi jawaab do na,
Jeene ko khuwaab do na,
Ek dost ka hai chehra,
Ya phir naqaab do na,
Hello hello, hello hello.
Sep 24, 2010
Posted by editor on Sep 24, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Natkhat natkhat jab naktak par kuch to churaye haye maiya,
Dil churaye, neend churaye,
chain churaeye haye maiya,
Kiase main jaaoon ghar apne,
sab laaj sharam main chori re,
Kaise kahoon kis natkhat ne kiya makhan chori re,
Maiya yashoda mori gagri se jab lake dilpe,
Makhan haan koi dil makhan chura le gaya,
Maiya yashoda kese jaaoon ghar jab lake dilpe,
Makhan haan koi dil makhan chura le gaya,
Mori baah hai mori,
Tere dil ko jori,
More gagre koti,
Main mooch si choti,
Mori thaamain kalai us kinare legaya,
Maiya yashoda sach kehta hun main jamuna ke pulpar,
Maakhan ki gagri se makhan bacha legaya,
Maiya yashoda mori gagri se jab lake dilpe,
Makhan haan koi dil makhan chura legaya,
Suna tha ek din maine jamuna ke pulpar chalte chalte,
Kisi gopi ko baithe akele rote naina dhalte dhalte,
Chalo phir jaa bethain us jamuna ke pull par,
Maakkhan ham mil ke re maakkhan chata hogaya,
Maiya yashoda mori gagri se jab lake dilpe,
Makhan haan koi dil makhan chura legaya,
Mahi mohe laaj aave kaahein main ro ro karti thi,
Tu hi makhan chori,
Main baith ke bus aahain bharti thi,
Phir tere natkhat ne ekdin mohe yeh raaz bataya,
Chori hota tha makhan kyun ke choro se darti thi,
Jo makhan jamke khaein, to kya koi churaye,
To chakh le aur chakha le thora mai,
O mai tore natkhat ko main ne hi jab lake dilpe,
Makhan khilaya to makhan mera hogaya,
Maiya yashoda sach kehta hun main jamuna ke pulpar,
Makhan haan kori, maiya yashoda,
O maiya yashoda mere maiya yashoda,
Maiya yashoda sach kehta hun main jamuna ke pulpar,
Makhan ki gagri se maakkhan bacha legaya,
Kaise main jaaoon ghar apne,
Sab laaj sharam main chori re,
Kaise kahoon kis natkhat ne kiya makhan chori re,
Maiya yashoda, O maiya yashoda,
O maiya yashoda mori maiya yashoda,
Maiya yashoda mori,
Natkhat natkhat jab naktak par kuch to churaye haye maiya,
Dil churaye, neend churaye,
chain churaeye haye maiya,
Kiase main jaaoon ghar apne,
sab laaj sharam main chori re,
Kaise kahoon kis natkhat ne kiya makhan chori re.
Sep 24, 2010
Posted by editor on Sep 24, 2010 in Hindi Movies | 0 comments
Rote kaayko hum hain,
Rote kaayko hum ?
Hona hai jo ho,
Sad hote kaayko hum ?
Cry cry itna cry karte hain kaayko ?
Itna darte hain kaayko ?
Pal pal marte kaayko ?
Why why aisa why waisa kiyun hota ?
Yun hota to kya hota ?
Jo hota hai woh hota,
Fly fly baby fly dekhain yaan udd ke,
Dekhain baadal se jud ke,
Dekhain phir na mud mud ke,
Rote kaayko hum hain,
Rote kaayko hum ?
Hona hai jo ho,
Sad hote kaayko hum ?
Haan raaton ko na sote kaayko ?
Cry cry itna cry karte hain kaayko ?
Itna darte hain kaayko ?
Pal pal marte kaayko ?
Chaar pal ka hai,
Saanson ka qissa,
Kitna hai hissa is mein aansuon ka,
soch lo tum,
Bachpan bhi tha ek,
Ek boorha sa pal,
Kis ne dekha kal,
To is pal ki qeemat jod lo tum,
Rote kaayko hum hain,
rote kaayko hum ?
Hona hai jo ho,
Sad hote kaayko hum ?
Haan raaton ko na sote kaayko ?
Baatain teri theek lagti hain,
Raatain kiyun hamaari jagti hain,
Haan laatain hum kyun na maarain beeti baaton ko,
Bhoolun main to mujhko lagaana tum ek chaanta,
Chubh jaey to kheench lena kaanta,
No, no, no, no,
Poochun main jo tum se kabhi ke kyun kyun daanta,
Dena phir se ek aur chaanta,
Kabhi nahi, kabhi nahi,
Rote kaahe ko hum hain,
Rote kaahe ko hum ?
Hona hai jo ho,
sad hote kaayko hum ?
Haan raaton ko na sote kaayko ?
Cry cry itna cry karte hain kaayko ?
Itna darte hain kaayko ?
Pal pal marte kaayko ?
Why why aisa why wesa kiyun hota ?
Yun hota to kya hota ?
Jo hota hai woh hota,
Fly fly baby fly,
Dekhain yaan udd ke,
Dekhain baadal se jud ke,
Dekhain phir na mud mud ke,
Cry cry, cry cry.