search
top

Karthik Calling Karthik – Hey Ya!

Hey Ya!
Hey Ya!
Hey Ya!

I see You
Walking to the door
Hey Ya!
But Won’t You Looking Cross the floor
Hey Ya!
I got to tell You how I feel
Hey Ya!
Ohh! Baby you the only One for me

Hey Ya!
I wana get closer to You
Hey Ya!
I meet to be closer to You
Hey Ya!
I Got to tell You how I feel
Hey Ya!
Ohh! Baby you the only One for me

Tumhe Kaise mein batao
Kya mein paa gaya Hun
Tum joo mere sath hoo
Mujh ko dunya mill gayi hai
Zindagi badal gayi hai
Tum joo mera sath hoo

Oohoooo ohooohooo
Oohoooo ohooohooo

Hey Ya!
I wana get closer to You
Hey Ya!
I need to be closer to You
Hey Ya!
I Got to tell You how I feel
Hey Ya!
Ohh! Baby you the only One for me

Tumhe kaise mein batao
Kya mein paa gaya hun
Tum jo mera sath hoo
Mujh ko duniya mill gayi hai
Zindagi badal gayi hai
Tum joo mere sath hoo

Oohoooo ohooohooo
Oohoooo ohooohooo

Hey ya!
Hey ya!

Hassi Hassi hai yeh Safar
Saji Saji yeh raheen
jhuki jhuki hai yeh nazar
Khuli khuli ye baheen
Meri palkoo per jo sapne aaye.
Hule hule dil ye gaye
Mujh ko duniya mill gayi hai
Zindagi badal gayi hai
Tum joo mere saath hoo

Oohoooo ohooohooo
Oohoooo ohooohooo

Hey Ya!
Hey Ya!

kahin kahin to dhoop hai.
kahin kahin hai sayee.
Zara zara tum hoo mere
Zara zara paraye.
Mein pagal pagal sa rehta hun.
har pal har pal ye kehta hun .
Mujh ko duniya mill gayi hai
Zindagi badal gayi hai
Tum joo mere saath hoo

Oohoooo ohooohooo
Oohoooo ohooohooo

Hey Ya!
I wana get closer to You
Hey Ya!
I meet to be closer to You.
Hey Ya!
I Got to tell You how I feel
Hey Ya!
Ohh! Baby you the only One for me

(O baby
Hey Ya!) 2

Only One for me
Hey Ya!

1947 Earth – Ye Jo Zindagi Hain

Jo Afsaane, Dil Ne Buney
Unko Koi Dil Hi Suney
Hum Holey Holey
Pyaar Ki Dhundhli Fizaoon Mein Aaye
Gaihre Gaihre Hain
Khwaab Ki Neeli Ghataoon Ke Saaye

Hum Tum Dono, Khoye Khoye
Sapnay Dekhein, Jaagey Sooey
Goomsum, Hairaan

Ye Jo Zindagi Hain Koi Dastan Hai
Kab Hoga Kya Ye Khabar Kahan Hai
Ye Jo Zindagi Hain Koi Karvaan Hai
Kahan Jayeegi Ye Khabar Kahan Hai

Ye Jo Zindagi Hain Koi Dastan Hai
Kab Hoga Kya Ye Khabar Kahan Hai
Ye Jo Zindagi Hain Koi Karvaan Hai
Kahan Jayeegi Ye Khabar Kahan Hai

Ye Jo Zindagi Hain Koi Dastan Hai
Kab Hoga Kya Ye Khabar Kahan Hai
Ye Jo Zindagi Hain Koi Karvaan Hai
Kahan Jayeegi Ye Khabar Kahan Hai

Ye Jo Zindagi Hain Koi Dastan Hai
Kab Hoga Kya Ye Khabar Kahan Hai
Ye Jo Zindagi Hain Koi Karvaan Hai
Kahan Jayeegi Ye Khabar Kahan Hai

Baihti Hain Chingariyaan Jaise
Sarr Se Paun Tak Nass Nass Mein
Halka Halka Hosh Hai Lekin
Kuch Bhi Nahin Abh Mere Bas Mein

Mere Ang Ang Mein Bechainey
Bijali Ban Ke Lehrayee
Ek Meethey Meethey Dard Ka
Badal Tan Man Par Chaayee

Saansein Uljhi, Dhadke Ye Dil
Jaane Kaise Meri Mushkil
Hogi Aasaan

Ye Jo Zindagi Hain Koi Dastan Hai
Kab Hoga Kya Ye Khabar Kahan Hai
Ye Jo Zindagi Hain Koi Karvaan Hai
Kahan Jayeegi Ye Khabar Kahan Hai

Ye Jo Zindagi Hain Koi Dastan Hai
Kab Hoga Kya Ye Khabar Kahan Hai
Ye Jo Zindagi Hain Koi Karvaan Hai
Kahan Jayeegi Ye Khabar Kahan Hai

1947 Earth – Rut Aa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Peeli Peeli Sarson Phoole
Peele Peele Patte Jhoomein
Peehu Peehu Papiyaa Bole
Chal Baag Mein

Dhamak Dhamak Dholak Baaje
Chanak Chanak Payal Chanke
Khanak Khanak Kangna Bole
Chal Baag Mein

Chunri Jo Teri Udti Hai
Ud Jaane De
Bindiyaa Jo Teri Girti Hai
Gir Jaane De

Chunri Jo Teri Udti Hai
Ud Jaane De
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re…

Geeton Ki Mauj Aayee
Phoolon Ki Fauj Aayee
Nadiyan Mein Jo Dhoop Ghuli
Sona Baha

Abwa Se Hai Lipti
Ek Bail Bailay Ki
Tu Hi Mujhse Hai Door
Aa Paas Aa

Mujhko To Saanson Se Chu Le
Jhool In Bahoon Ke Jhule
Pyaar Thoda Mujhe De Ke
Mere Jaanon Dil Tu Le Le

Boy/Chorus:
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Boy:
Peeli Peeli Sarson Phoole
Peele Peele Patte Jhoomein
Peehu Peehu Papiyaa Bole
Chal Baag Mein

Dhamak Dhamak Dholak Baaje
Chanak Chanak Payal Chanke
Khanak Khanak Kangna Bole
Chal Baag Mein

Chunri Jo Teri Udti Hai
Ud Jaane De
Bindiyaa Jo Teri Girti Hai
Gir Jaane De

Chunri Jo Teri Udti Hai
Ud Jaane De
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re…

Tu Jab Yoon Sajti Hai
Ek Dhoom Machti Hai
Saari Galiyoon Mein
Saare Baazar Mein

Aanchal Basanti Hai
Us Mein Se Chanti Hai
Jo Maine Pooji Hai
Murat Pyaar Mein

Jaan Kaisi Hai Ye Dori
Main Bandha Hoon Jis Se Gori
Tere Nainon Ne Meri Neendon Ki
Kar Li Hai Chori

Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Chorus:
Peeli Peeli Sarson Phoole
Peele Peele Patte Jhoomein
Peehu Peehu Papiyaa Bole
Chal Baag Mein

Boy/Chorus:
Haan, Dhamak Dhamak Dholak Baaje
Chanak Chanak Payal Chanke
Khanak Khanak Kangna Bole
Chal Baag Mein

Boy:
Chunri Jo Teri Udti Hai
Ud Jaane De
Bindiyaa Jo Teri Girti Hai
Gir Jaane De

Chunri Jo Teri Udti Hai
Ud Jaane De
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Chaa Gayee Re

Rut Aa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re
Rut Aa Gayee Re…

1947 Earth – Raat Ki Daldal

Raat Ki Daldal Hain Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re

Raat Ki Daldal Hain Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re

Saihmey Saihmey Hai Dishayein
Jaise Kuch Khoney Ko Hai
Saans Rokey Hain Hawaein
Jaane Kya Hone Ko Hai

Saihmey Saihmey Hai Dishayein
Jaise Kuch Khoney Ko Hai
Saans Rokey Hain Hawaein
Jaane Kya Hone Ko Hai

Maut Chupi Jhadi Jhadi Re
Jhadi Re
O, Raat Ki Daldal Hai Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re…

Dil Ke Aangan Mein Hain Phailey
Saaye Kaise Khauff Ke
Ro Rahe Hain Yoon
Andhere Khaab Jaayein Jo Suney

Dil Ke Aangan Mein Hain Phailey
Saaye Kaise Khauff Ke
Ro Rahe Hain Yoon
Andhere Khaab Jaayein Jo Suney

Doobi Samey Ki Hai Naadi Re
Naadi Re
O, Raat Ki Daldal Hai Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re

1947 Earth – Ishwar AllaH

Ishwar Allah Tere Jahan Mein
Nafrat Kyoon Hai, Jung Hai Kyoon
Tera Dil To, Itna Bada Hai
Insaan Ka Dil Tang Hai Kyoon

Ishwar Allah, Tere Jahan Mein
Nafrat Kyoon Hai, Jung Hai Kyoon
Tera Dil To, Itna Bada Hai
Insaan Ka Dil Tang Hai Kyoon

Kadam Kadam Par Sarhad Kyoon Hai
Saari Zameen Jo Teri Hai
Suraj Ke Pherey Karti Hai
Phir Kyoon Itni Andheri Hai
Is Duniya Ke Daaman Par
Insaan Ke Lahoo Ka Rang Hai Kyoon

Ishwar Allah, Tere Jahan Mein
Nafrat Kyoon Hai, Jung Hai Kyoon
Tera Dil To, Itna Bada Hai
Insaan Ka Dil Tang Hai Kyoon

Goonj Rahi Hain Kitni Cheekhain
Pyaar Ki Baatein Kaun Sooney
Toot Rahe Hain Kitney Sapnay
In Ke Tukde Kaun Chuney
Dil Ke Darwazoon Par Taaley
Taalon Par Ye Zang Hai Kyoon

Ishwar Allah, Tere Jahan Mein
Nafrat Kyoon Hai, Jung Hai Kyoon
Tera Dil To, Itna Bada Hai
Insaan Ka Dil Tang Hai Kyoon

top