search
top

Trump Card – life is fun

tumhaare liye hai

life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o

ik halchal hai pal pal, dil paagala ho gaye
kya soche chal chal chal, raste hai kuchh naye
yeh mauka phir aisa na jaane kab mile
khushiyon ke yeh lamahe na jaane kab khilein
toh gaao na ho o o o

yeh hungaame bin kya hai jindagi
mushkil se milati hai, masti ki do ghadi
hey har sapana apana hai, kal hoga apana raaj
socho na jhumon na jine hamein hai aaj
toh gaao na ho o o o
life is fun mastiya hain
come on guys dil jawaan hai
aao na, jhumon na, yaaron ka saath hai
o yaaron lehraao waah kya baat hai
toh gaao na ho o o o

Road, Movie – Bheeg Gaya Mera Mann

Tikhi tikhi nukili si bunde,
Behake behake se baadal uninde,
Geet gaati hawa mein gungunaati ghata mein,
Bheeg gaya mera mann,

Ho mastiyon ke ghunt pi, shokhiyon mein tair ja,
Ishq ki galiyon mein aa, inn palon mein thehar ja,
Rab ka hai yeh aaina, shakl haan isako dikha,
Jindagi ghud daud hai,
Do ghadi le le maja,
Chamake chamake yeh jharano ke dhaare,
Tan pe malamal si padati phuaare,
Ped hai manchale se, patte hai chulbule se,
Bheeg gaya mera mann,

Ho dagmagaati chaandani, has rahi hai josh mein,
Aur patange ga rahe,
Haan raag maal kos mein,
Banake naache behaya besahram pagali hawa,
Jindagi milake gale has rahi de de duwaan,
Barase barase re ambar ka paani,
Jisako pi pike dharati deewaani,
Khilkhilaane lage hai muskuraane lagi hai,
Bheeg gaya mera mann.

Billu Barber – Jaoon Kahan

Bheegi palkon se yahaan
ab na jaane woh kahaan hai
tha jo mera aashiyaan
kabse usko dhoodhta hoon
bheegi palkon se yahaan
ab na jaane woh kahaan hai
tha jo mera aashiyan
rabba mere mujhko bata
hai

Di mujhe kyun yeh sazaa
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaan…
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa
ooo

Ek chhota sa jahaan tha
chand khudhiyon se bhara
usko mujhse cheen ke
mil gaya tujhko bhi kya
ooo

Ek chhota sa jahaan tha
chand khudhiyon se bhara
usko mujhse cheen ke
mil gaya tujhko bhi kya
ab hai fatak sirf jaan
kar doon mai vo bhi aata

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Waqt ke kitne nishaan hai
zarre zarre mai yahan
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Kabse usko dhoodhta hoon
bheegi palkon se yahaan
ab na jaane woh kahaan hai
tha jo mera aashiyan
rabba mere mujhko bata
hai

Di mujhe kyun yeh sazaa
ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Ab saare bandhan tod ke
yaadon ko tanha chod ke
main gham se rishta jod ke
jaoon kahaa

Housefull – Papa Jag Jayega

Hush hush papa sleepin
Hush hush papa sleepin
ummm Naughty naughty naughty raat aayi

Tu hai main hoon and lots of tanhai
Naughty naughty naughty raat aayi
Tu hai main hoon and lots of tanhai

Drama yeh baari padh gaya
Love mein kaanta gad gaya
Jaane kab tak satayega

Sh sh sh Sh volume kam kar
Papa jag jaayega
Volume kam kar
Papa jag jaayega

Hush Hush hush papa sleepin

Khumbhkaran ke jaisa kash yuhi soota rahe
Humko karna hai jo smoothly hota rahe
Adla baddli pakadi gai to accha nahi
Pappa ki neend hai badi kacchi woh choota baccha nahi

Haye kaisi muskhil mein hai fase
Yeh raat hum dono pe hase
Mauka yeh choot jayega
Sh sh sh Sh volume kam kar
Papa jag jaayega
Volume kam kar
Pappa jag jaayega

Hush Hush hush papa sleepin

Naughty naughty naughty raat aayi
Tu hai main hoon and lots of tanhai
Naughty naughty naughty ..

Ummph bhari hai teri beauty
Haye Yaara tadpaye
Agan lagi hai vduty re
MAsti si chadh jaye
BAhaon mein bharle mujhko
Mere roka nahi
Naughty tamana puri kar le
Mene toka nahi
How much i love you soniye
Khul ke batlaunga tujhe
Oh la la la lah ho jayega

Sh sh sh Sh volume kam kar
Papa jag jaayega
Volume kam kar
Papa jag jaayega

ummm Naughty naughty naughty raat aayi

Tu hai main hoon and lots of tanhai
Naughty naughty naughty naughty naughty

Housefull – Aapka Kya Hoga

People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor

Take it away
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor

Dhanno oh dhanno oh dhanno dhanno hey
O dhanno o dhanno o dhanno

MEin raaj dilon pe karti hoon
mannchaley hai dhanno naam mera

Dhanno o dhanno o dhanna dhanno hey

Yeh soch ke mushkil badh gayi hai
Jaaney kya hoga hashr tera

Dhanno oh dhanno oh dhanno dhanno hey

Mere noorani chehre se
Na teri nazar hotegi
Na tere din guzreingey
Na teri raat kategi kategi kategi

Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
ho

Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
Kat jayegi
Aapka kya hoga janab e Aali
aapka kya hoga
Apney aage na peechee
na koi upar neeche
rone wala no koi rone wali
Janaab e Aali
Aapka kya hoga

People on da floor

O bheedh mein tanhayi mein
Raat ki parchayi mein
Raha na dil ka panchhi kahin akela re
Dhanno oh dhanno o dhanno dhanno hey

Haan haseenon ka mein banda
Mohabbat mera dhandha
Mere aage peeche
Pariyon ka mela re

Ho mere baad diwaane tujhko
na koi aur jachegi
Na tere din guzreingey
Na teri raat kategi kategi kategiiii

Haye
Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
ho

Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
Kat jayegi
Aapka kya hoga janab e Aali
aapka kya hoga
Apney aage na peechee
na koi upar neeche
rone wala no koi rone wali
Janaab e Aali
Aapka kya hoga

People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor

Take it away
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor

Ho soch apne baare mein
Fikar na kar tu meri
Main to udhta phirta awaara baadal re

Haye jawani dhal jayegi
Baad mein pachtayegi
Milega na koi mere jaisa pagal re

Mujhse milne julne ki
Na teri pyaas hategi
Na tere din guzreingey
Na teri raat kategi kategi kategi

Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
ho

Apni to jaisey taisey
Thodi aisey ya waisey
Kat jayegi
Aapka kya hoga janab e Aali
aapka kya hoga
Apney aage na peechee
na koi upar neeche
rone wala no koi rone wali
Janaab e Aali
Aapka kya hoga

People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor

Take it away
People on da floor
Cum n get sum more
people on da floor

Page 90 of 187« First...102030...8889909192...100110120...Last »
top